
Tum jao hum say dor to ek kam kar jana
Kuch Pal Apne hamare nam kar jana
Agar ajaye mot hamain tere anay se pehlay
To akar hamaray janazay ka ahtram kar jana
...
Na rona isqadar kay takleef ho hamain
Mout to bhi Mazak samajh kar Anjan ban jana
Main ek din so jaon gi sada kai liye
Phir mujhay be wafa keh kar badnam kar jana
Jo guzro meri qabar sai to nazrain na pherna
Mehman hi ban kay dua salam kar jana ..>>>>